Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se, Urdu Ghazal By Usha Shafaq
Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Usha Shafaq. Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se on this page of UrduPoint.
شکوہ نہیں چمن میں ہمیں خار زار سے
اوشا شفق
شکوہ نہیں چمن میں ہمیں خار زار سے
اب دل کو چوٹ لگتی ہے فصل بہار سے
دفنائے میں نے پھول کہاں ان کی یادوں کے
پوچھو دل شکستہ کے اجڑے دیار سے
محصور کس طرح ہوں مری خوں فشانیاں
بہنے لگی ہیں یہ نگہ اشک بار سے
یادوں کے جگنوؤں نے جلا تو دیا ہمیں
چلئے ملی رہائی شب انتظار سے
دیکھیں کدھر سے ملتی ہے اب زندگی کی بھیک
سینہ فگار سے یا کسی غم گسار سے
دل کے ہر ایک زخم بچھائے ہیں راہ میں
ڈھک جائیں رہنماؤں کے گرد و غبار سے
لکھوائے دشمنوں سے مرے خط کا وہ جواب
ہم بھی جواب دیں گے دل داغ دار سے
چاہا تھا جب بھی پھونک دیا میری ہستی کو
اٹھے گا کتنی بار دھواں اس مزار سے
جو پھول آئے میرے لئے وہ ہیں چشم نم
اب گھر سجائیے شفقؔ اشکوں کے ہار سے
اوشا شفق
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se
Usha Shafaq
ab dil ko choT lagti hai fasl-e-bahaar se
dafnae main ne phul kahan un ki yaadon ke
puchho dil-e-shikasta ke ujDe dayar se
mahsur kis tarah hon meri KHun-fishaniyan
bahne lagi hain ye nigah-e-ashk-bar se
yaadon ke jugnuon ne jala to diya hamein
chaliye mili rihai shab-e-intizar se
dekhen kidhar se milti hai ab zindagi ki bhik
sina-figar se ya kisi gham-gusar se
dil ke har ek zaKHm bichhae hain rah mein
Dhak jaen rahnumaon ke gard-o-ghubar se
likhwae dushmanon se mere KHat ka wo jawab
hum bhi jawab denge dil-e-daghdar se
chaha tha jab bhi phunk diya meri hasti ko
uTThega kitni bar dhuan is mazar se
jo phul aae mere liye wo hain chashm-e-nam
ab ghar sajaiye 'shafaq' ashkon ke haar se
(496) ووٹ وصول ہوئے
Related Usha Shafaq Poetry
More Usha Shafaq Poetry
بنا گیا ہے بیاباں کا باغباں مجھ کو
Usha Shafaq - اوشا شفق
Bana Gaya Hai Bayaban Ka Baghban Mujhko
مجھ کو ہے آنگن میں میرے کہکشاں کی جستجو
Usha Shafaq - اوشا شفق
Mujhko Hai Aangan Mein Mere Kahkashan Ki Justuju
حدیث درد کا قصہ زبانی یاد رکھیں گے
Usha Shafaq - اوشا شفق
Hadis-e-dard Ka Qissa Zabani Yaad Rakkhenge
شکوہ نہیں چمن میں ہمیں خار زار سے
Usha Shafaq - اوشا شفق
Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se
اسی تمنا میں دل کا چراغ جلتا ہے
Usha Shafaq - اوشا شفق
Isi Tamanna Mein Dil Ka Charagh Jalta Hai
بعد مدت کے ہوا ایسی چلی ہے یارو
Usha Shafaq - اوشا شفق
Baad Muddat Ke Hawa Aisi Chali Hai Yaro
دل کی دھڑکن کو حیات جاوداں سمجھا کئے
Usha Shafaq - اوشا شفق
Dil Ki Dhadkan Ko Hayat-e-jawidan Samjha Kiye
ذرات کے جوہر میں احسان خدا تم ہو
Usha Shafaq - اوشا شفق
Zarraat Ke Jauhar Mein Ehsan-e-khuda Tum Ho
You can read Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se written by Usha Shafaq at UrduPoint. Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se is one of the masterpieces written by Usha Shafaq. You can also find the complete poetry collection of Usha Shafaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Usha Shafaq' above.
Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shikwa Nahin Chaman Mein Hamein Khaar-zar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.