Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe, Urdu Ghazal By Usman Habib

Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Usman Habib. Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بچ سکا نہ بچایا گیا ہوا سے مجھے

عثمان حبیب

میں بچ سکا نہ بچایا گیا ہوا سے مجھے

گلے ہیں مجھ سے خدا کو تو ہیں خدا سے مجھے

ہے کس کا دست خجل جو سراپا کھینچتا ہے

یہ کون دیکھتا ہے درز نیم وا سے مجھے

وہ ہجر زاد ہے ایسا کہ میں ملوں نہ ملوں

تراش لیتا ہے اپنی کسی قبا سے مجھے

میں آپ اپنا ہی نعم البدل تراشتا ہوں

نکالے کون تعجب کی ابتلا سے مجھے

اسے پتہ ہے کہ میں اس کو دیکھتا ہوں حبیبؔ

وہ شخص دیکھے نہ دیکھے مری بلا سے مجھے

عثمان حبیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe

Usman Habib

main bach saka na bachaya gaya hawa se mujhe
gile hain mujh se KHuda ko to hain KHuda se mujhe

hai kis ka dast-e-KHajil jo sarapa khinchta hai
ye kaun dekhta hai darz-e-nim-wa se mujhe

wo hijr-zad hai aisa ki main milun na milun
tarash leta hai apni kisi qaba se mujhe

main aap apna hi ne’mul-badal tarashta hun
nikale kaun ta'ajjub ki ibtila se mujhe

use pata hai ki main us ko dekhta hun 'habib'
wo shaKHs dekhe na dekhe meri bala se mujhe

(230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe written by Usman Habib at UrduPoint. Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe is one of the masterpieces written by Usman Habib. You can also find the complete poetry collection of Usman Habib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Usman Habib' above.

Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Bach Saka Na Bachaya Gaya Hawa Se Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.