Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan, Urdu Ghazal By Uzma Naqvi

Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Uzma Naqvi. Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھیلی ہیں چار سو مرے کیونکر اداسیاں

عظمیٰ نقوی

پھیلی ہیں چار سو مرے کیونکر اداسیاں

اک بحر بے اماں ہے یہ بنجر اداسیاں

خوشیوں کے چار پل بھی اگر مل گئے تو کیا

رہتی ہیں میری ذات کا محور اداسیاں

اس شوخ کو خبر دو میں ایسی نہیں مگر

جانے کیوں آج کل ہیں یہ دلبر اداسیاں

خوشیوں کی سرزمین ہمیں راس ہی نہ تھی

پھر پا رہے ہیں خود میں یہ کھو کر اداسیاں

اک ضبط تھا کہ دشت میں کوئی جما پہاڑ

کتنی سبک خرام ہیں رو کر اداسیاں

عظمیٰ نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan

Uzma Naqvi

phaili hain chaar su mere kyunkar udasiyan
ek bahr-e-be-aman hai ye banjar udasiyan

KHushiyon ke chaar pal bhi agar mil gae to kya
rahti hain meri zat ka mehwar udasiyan

us shoKH ko KHabar do main aisi nahin magar
jaane kyun aaj-kal hain ye dilbar udasiyan

KHushiyon ki sarzamin hamein ras hi na thi
phir pa rahe hain KHud mein ye kho kar udasiyan

ek zabt tha ki dasht mein koi jama pahaD
kitni subuk-KHiram hain ro kar udasiyan

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan written by Uzma Naqvi at UrduPoint. Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan is one of the masterpieces written by Uzma Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Uzma Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Uzma Naqvi' above.

Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phaili Hain Chaar Su Mere Kyunkar Udasiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.