Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin, Urdu Ghazal By Vahshi Kanpuri

Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vahshi Kanpuri. Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حجاب ظاہر و باطن بھی درمیاں میں نہیں

وحشی کانپوری

حجاب ظاہر و باطن بھی درمیاں میں نہیں

اب امتیاز کوئی میرے جسم و جاں میں نہیں

بھری بہار میں اب کے یہ ماجرا کیا ہے

کہ جنبش آج کوئی شاخ آشیاں میں نہیں

نظر فریب نہ ہو سحر رنگ و بو تو یہاں

وہ کیا بہار ہے جو پردۂ خزاں میں نہیں

مسافران عدم کا نشاں کہاں ڈھونڈیں

کہیں غبار بھی اس راہ کارواں میں نہیں

نظر سے وحشیٔؔ خستہ کے دیکھیے تو یہاں

سوائے دشت کے کچھ اور گلستاں میں نہیں

وحشی کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin

Vahshi Kanpuri

hijab-e-zahir-o-baatin bhi darmiyan mein nahin
ab imtiyaz koi mere jism-o-jaan mein nahin

bhari bahaar mein ab ke ye majra kya hai
ki jumbish aaj koi shaKH-e-ashiyan mein nahin

nazar fareb na ho sehr-e-rang-o-bu to yahan
wo kya bahaar hai jo parda-e-KHizan mein nahin

musafiran-e-adam ka nishan kahan DhunDen
kahin ghubar bhi us rah-e-karwan mein nahin

nazar se ‘wahshi’-e-KHasta ke dekhiye to yahan
siwae dasht ke kuchh aur gulsitan mein nahin

(248) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin written by Vahshi Kanpuri at UrduPoint. Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin is one of the masterpieces written by Vahshi Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Vahshi Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vahshi Kanpuri' above.

Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijab-e-zahir-o-baatin Bhi Darmiyan Mein Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.