KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai, Urdu Ghazal By Varun Anand

KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Varun Anand. KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے خون میں پہلے نہایا جاتا ہے

ورن آنند

خود اپنے خون میں پہلے نہایا جاتا ہے

وقار خود نہیں بنتا بنایا جاتا ہے

کبھی کبھی جو پرندے بھی ان سنا کر دیں

تو حال دل کا شجر کو سنایا جاتا ہے

ہماری پیاس کو زنجیر باندھی جاتی ہے

تمہارے واسطے دریا بہایا جاتا ہے

نوازتا ہے وہ جب بھی عزیزوں کو اپنے

تو سب سے بعد میں ہم کو بلایا جاتا ہے

ہمیں تلاش کے دیتے ہیں راستہ سب کو

ہمیں کو بعد میں راستہ دکھایا جاتا ہے

ورن آنند

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai

Varun Anand

KHud apne KHun mein pahle nahaya jata hai
waqar KHud nahin banta banaya jata hai

kabhi kabhi jo parinde bhi an-suna kar den
to haal dil ka shajar ko sunaya jata hai

hamari pyas ko zanjir bandhi jati hai
tumhaare waste dariya bahaya jata hai

nawazta hai wo jab bhi azizon ko apne
to sab se baad mein hum ko bulaya jata hai

hamin talash ke dete hain rasta sab ko
hamin ko baad mein rasta dikhaya jata hai

(232) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai written by Varun Anand at UrduPoint. KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai is one of the masterpieces written by Varun Anand. You can also find the complete poetry collection of Varun Anand by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Varun Anand' above.

KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne KHun Mein Pahle Nahaya Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.