Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Vibha Jain Khwaab

Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vibha Jain Khwaab. Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسافروں کی طرح رہ گزر میں رہتا ہے

وبھا جین خواب

مسافروں کی طرح رہ گزر میں رہتا ہے

یہ راستہ بھی مسلسل سفر میں رہتا ہے

ہر ایک کمرے میں آئینہ اس لئے رکھا

لگے کہ کوئی مرے ساتھ گھر میں رہتا ہے

کوئی لگا لے اگر ایک کش اداسی کا

تو پھر وہ عمر بھر اس کے اثر میں رہتا ہے

عجیب حال ہے تجھ سے بچھڑ کے بھی اب تک

یہ دل تجھی سے بچھڑنے کے ڈر میں رہتا ہے

اگر میں جان بھی دے دوں تو کوئی اف نہ کرے

اگر وہ اف بھی کرے تو خبر میں رہتا ہے

وبھا جین خواب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai

Vibha Jain Khwaab

musafiron ki tarah rahguzar mein rahta hai
ye rasta bhi musalsal safar mein rahta hai

har ek kamre mein aaina is liye rakkha
lage ki koi mere sath ghar mein rahta hai

koi laga le agar ek kash udasi ka
to phir wo umr bhar us ke asar mein rahta hai

ajib haal hai tujh se bichhaD ke bhi ab tak
ye dil tujhi se bichhaDne ke Dar mein rahta hai

agar main jaan bhi de dun to koi uf na kare
agar wo uf bhi kare to KHabar mein rahta hai

(1477) ووٹ وصول ہوئے

You can read Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai written by Vibha Jain Khwaab at UrduPoint. Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Vibha Jain Khwaab. You can also find the complete poetry collection of Vibha Jain Khwaab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vibha Jain Khwaab' above.

Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musafiron Ki Tarah Rahguzar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.