Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai, Urdu Ghazal By Vihan Gupta
Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vihan Gupta. Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai on this page of UrduPoint.
آنکھوں سے یادوں کا دریا بہتا ہے
وہان گپتا
آنکھوں سے یادوں کا دریا بہتا ہے
خواب ہمیشہ مجھ میں اس کا رہتا ہے
ہر تتلی پھولوں سے کہتی رہتی ہے
وہ آئے تو باغ سنہرا لگتا ہے
میں اس کو کھڑکی سے تکتا رہتا ہوں
اس کے گھر کے باہر پہرہ رہتا ہے
صحراؤں میں مجنوں پیاس بجھانے کو
آنسو کی بوندوں کو اکٹھا کرتا ہے
اس کے بارے میں سننے کو آیا ہے
وہ شیشے سے پتھر توڑا کرتا ہے
وہان گپتا
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai
Vihan Gupta
KHwab hamesha mujh mein us ka rahta hai
har titli phulon se kahti rahti hai
wo aae to bagh sunahra lagta hai
main us ko khiDki se takta rahta hun
us ke ghar ke bahar pahra rahta hai
sahraon mein majnun pyas bujhane ko
aansu ki bundon ko ikaTTha karta hai
us ke bare mein sunne ko aaya hai
wo shishe se patthar toDa karta hai
(450) ووٹ وصول ہوئے
Related Vihan Gupta Poetry
More Vihan Gupta Poetry
You can read Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai written by Vihan Gupta at UrduPoint. Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai is one of the masterpieces written by Vihan Gupta. You can also find the complete poetry collection of Vihan Gupta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vihan Gupta' above.
Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Se Yaadon Ka Dariya Bahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.