Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar, Urdu Ghazal By Vijay Kumar Swarnkar

Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vijay Kumar Swarnkar. Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سوچ سوچ کے کرتے ہیں خودکشی پتھر

وجے کمار سورنکار

یہ سوچ سوچ کے کرتے ہیں خودکشی پتھر

کہ کس کے پھیر میں آ کر ہوئی ندی پتھر

نظر نواز اجالے کہاں ان آنکھوں میں

جڑے ہوئے ہیں جہاں دو نمائشی پتھر

گناہ کیا ہے سزا کیا ہے اور کیا توبہ

جواب سن کے نہ ہو جائیں آپ بھی پتھر

دبی پڑی ہیں غریبوں کی عرضیاں کب سے

کوئی تو آئے ہٹائے یہ مطلبی پتھر

صدی بدل گئی پھر بھی دکھائی دیتی ہے

الہ آباد کے پتھ پر وہ توڑتی پتھر

وجے کمار سورنکار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar

Vijay Kumar Swarnkar

ye soch soch ke karte hain KHud-kushi patthar
ki kis ke pher mein aa kar hui nadi patthar

nazar-nawaz ujale kahan un aankhon mein
juDe hue hain jahan do numaishi patthar

gunah kya hai saza kya hai aur kya tauba
jawab sun ke na ho jaen aap bhi patthar

dabi paDi hain gharibon ki 'arziyan kab se
koi to aae haTae ye matlabi patthar

sadi badal gai phir bhi dikhai deti hai
ilahabaad ke path par wo toDti patthar

(1870) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar written by Vijay Kumar Swarnkar at UrduPoint. Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar is one of the masterpieces written by Vijay Kumar Swarnkar. You can also find the complete poetry collection of Vijay Kumar Swarnkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vijay Kumar Swarnkar' above.

Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Soch Soch Ke Karte Hain KHud-kushi Patthar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.