Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen, Urdu Ghazal By Vijay Kumar Swarnkar

Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vijay Kumar Swarnkar. Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سمجھ کے سوچ کے ڈھرے بدل دئے جائیں

وجے کمار سورنکار

سمجھ کے سوچ کے ڈھرے بدل دئے جائیں

اب انقلاب کے نسخے بدل دئے جائیں

سب اپنی اپنی کتابیں سنبھال کر رکھیے

کہیں یہ ہو نہ کہ پنے بدل دئے جائیں

اب ان میں کچھ کھلی آنکھیں دکھائی پڑتی ہیں

پرانے پڑ چکے پردے بدل دئے جائیں

تم آدمی ہو یہ اعلان کیوں نہیں کرتے

انہیں سنک ہے کہ کھونٹے بدل دئے جائیں

مدد کی شرط اگر ہے کہ یہ امیر لگے

تو آؤ لاش کے کپڑے بدل دئے جائیں

اسے بتاؤ کہ سیلاب چار دن کا ہے

ندی ہے ضد پہ کنارے بدل دئے جائیں

وجے کمار سورنکار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen

Vijay Kumar Swarnkar

samajh ke soch ke Dharre badal diye jaen
ab inqalab ke nusKHe badal diye jaen

sab apni apni kitaben sanbhaal kar rakhiye
kahin ye ho na ki panne badal diye jaen

ab in mein kuchh khuli aankhen dikhai paDti hain
purane paD chuke parde badal diye jaen

tum aadmi ho ye e'lan kyon nahin karte
unhen sanak hai ki khunTe badal diye jaen

madad ki shart agar hai ki ye amir lage
to aao lash ke kapDe badal diye jaen

use batao ki sailab chaar din ka hai
nadi hai zid pe kinare badal diye jaen

(1275) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen written by Vijay Kumar Swarnkar at UrduPoint. Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen is one of the masterpieces written by Vijay Kumar Swarnkar. You can also find the complete poetry collection of Vijay Kumar Swarnkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vijay Kumar Swarnkar' above.

Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samajh Ke Soch Ke Dharre Badal Diye Jaen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.