Ibn-ul-waqt, Urdu Nazam By Aabid Adeeb

Ibn-ul-waqt is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Aabid Adeeb. Ibn-ul-waqt comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Ibn-ul-waqt on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابن الوقت

عابد ادیب

آگ کے شعلے اتارو حلق میں

گاڑ دو کیلیں دھڑکتی چھاتیوں میں

ڈال دو گردن میں پھندے رسیوں کے

قتل کر لو خون کی ندیاں بہا لو

ہو نہتا کوئی تو گولی چلا لو

پھر بھی ہو کوئی کسر تو پوری کر لو

جیت کا اعلان کر دو

پھر بھی تم ڈرتے رہو گے

اور ہر یگ میں تمہاری ہار ہی ہوتی رہے گی

پھر بھی تم چہرے بدل کر ہر زمانہ میں رہو گے

اور صدیوں تک

یہی اک سلسلہ چلتا رہے گا

عابد ادیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ibn-ul-waqt

Aabid Adeeb

aag ke shoale utaro halq mein
gaD do kilen dhaDakti chhatiyon mein
Dal do gardan mein phande rassiyon ke
qatl kar lo KHun ki nadiyan baha lo
ho nihatta koi to goli chala lo
phir bhi ho koi kasar to puri kar lo
jit ka elan kar do
phir bhi tum Darte rahoge
aur har yug mein tumhaari haar hi hoti rahegi
phir bhi tum chehre badal kar har zamane mein rahoge
aur sadiyon tak
yahi ek silsila chalta rahega

(1145) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ibn-ul-waqt written by Aabid Adeeb at UrduPoint. Ibn-ul-waqt is one of the masterpieces written by Aabid Adeeb. You can also find the complete poetry collection of Aabid Adeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aabid Adeeb' above.

Ibn-ul-waqt is a widely read Urdu Nazam. If you like Ibn-ul-waqt, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.