Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole, Urdu Ghazal By Aasnath Kanwal

Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aasnath Kanwal. Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر کسی حادثے کا در کھولے

آسناتھ کنول

پھر کسی حادثے کا در کھولے

پہلے پرواز کو وہ پر کھولے

جیسے جنگل میں رات اتری ہو

یوں اداسی ملی ہے سر کھولے

پہلے تقدیر سے نمٹ آئے

پھر وہ اپنے سبھی ہنر کھولے

منزلوں نے وقار بخشا ہے

راستے چل پڑے سفر کھولے

جو سمجھتا ہے زندگی کے رموز

موت کا در وہ بے خطر کھولے

ہے کنولؔ خوف رائیگانی کا

کیسے اس زندگی کا ڈر کھولے

آسناتھ کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole

Aasnath Kanwal

phir kisi hadse ka dar khole
pahle parwaz ko wo par khole

jaise jangal mein raat utri ho
yun udasi mili hai sar khole

pahle taqdir se nimaT aae
phir wo apne sabhi hunar khole

manzilon ne waqar baKHsha hai
raste chal paDe safar khole

jo samajhta hai zindagi ke rumuz
maut ka dar wo be-KHatar khole

hai 'kanwal' KHauf raegani ka
kaise is zindagi ka Dar khole

(1101) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole written by Aasnath Kanwal at UrduPoint. Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole is one of the masterpieces written by Aasnath Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Aasnath Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aasnath Kanwal' above.

Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Kisi Hadse Ka Dar Khole, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.