Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھ کر بام و در کا سناٹا

عبدالقوی ضیا

دیکھ کر بام و در کا سناٹا

بول اٹھتا ہے گھر کا سناٹا

اے محبت اک آخری آواز

پھر تو ہے عمر بھر کا سناٹا

کوئی صورت نہ کوئی آئینہ

دیدنی ہے نظر کا سناٹا

لکھ رہی ہے سحر کے ماتھے پر

رات اپنے سفر کا سناٹا

کیا یہی ہے اڑان کا موسم

عام ہے بال و پر کا سناٹا

کس کو آواز دے مسافر غم

بے جہت ہے سفر کا سناٹا

آسماں پر ہے آخری تارا

دم بخود ہے سحر کا سناٹا

ہو نہ ہو کوئی آنے والا ہے

کہہ رہا ہے یہ گھر کا سناٹا

چاپ قدموں کی بھی نہیں ہے ضیاؔ

ہم ہیں اور رہ گزر کا سناٹا

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa

Abdul Qavi Ziya

dekh kar baam-o-dar ka sannaTa
bol uThta hai ghar ka sannaTa

ai mohabbat ek aaKHiri aawaz
phir to hai umr bhar ka sannaTa

koi surat na koi aaina
didani hai nazar ka sannaTa

likh rahi hai sahar ke mathe par
raat apne safar ka sannaTa

kya yahi hai uDan ka mausam
aam hai baal-o-par ka sannaTa

kis ko aawaz de musafir-e-gham
be-jahat hai safar ka sannaTa

aasman par hai aaKHiri tara
dam-ba-KHud hai sahar ka sannaTa

ho na ho koi aane wala hai
kah raha hai ye ghar ka sannaTa

chap qadmon ki bhi nahin hai 'ziya'
hum hain aur rahguzar ka sannaTa

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekh Kar Baam-o-dar Ka SannaTa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.