ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم درکار ہیں سینے کے لیے

عبدالقوی ضیا

زخم درکار ہیں سینے کے لیے

کچھ نہ کچھ چاہیے جینے کے لیے

میکدہ تیرا سلامت ساقی

آ گئے تھے یوں ہی پینے کے لیے

گھٹ کے رہ جاتی ہے آواز کی لو

ہر نفس بوجھ ہے سینے کے لیے

زندگی کیا ہے یہ کس کو معلوم

لوگ بس جیتے ہیں جینے کے لیے

کوئی اندیشۂ طوفاں بھی نہیں

غم یہ کیا کم ہے سفینے کے لیے

میں ضیاؔ ہوں کوئی سقراط نہیں

زہر کیوں دیتے ہو پینے کے لیے

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye

Abdul Qavi Ziya

zaKHm darkar hain sine ke liye
kuchh na kuchh chahiye jine ke liye

mai-kada tera salamat saqi
aa gae the yunhi pine ke liye

ghuT ke rah jati hai aawaz ki lau
har nafas bojh hai sine ke liye

zindagi kya hai ye kis ko malum
log bas jite hain jine ke liye

koi andesha-e-tufan bhi nahin
gham ye kya kam hai safine ke liye

main 'ziya' hun koi suqraat nahin
zahr kyon dete ho pine ke liye

(633) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Darkar Hain Sine Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.