ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم سے واسطہ نہ تھا پہلے

عبدالقوی ضیا

زخم سے واسطہ نہ تھا پہلے

پھول ایسا کھلا نہ تھا پہلے

اپنے چہرے کا حال کیا کھلتا

ہاتھ میں آئنہ نہ تھا پہلے

عشق افتاد ناگہانی ہے

حادثہ یہ ہوا نہ تھا پہلے

ہم نے بھی اک زمانہ دیکھا ہے

اتنا قحط وفا نہ تھا پہلے

عشق ہم نے بھی تو کیا ہے ضیاؔ

وقت اتنا برا نہ تھا پہلے

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle

Abdul Qavi Ziya

zaKHm se wasta na tha pahle
phul aisa khila na tha pahle

apne chehre ka haal kya khulta
hath mein aaina na tha pahle

ishq uftad-e-na-gahani hai
hadisa ye hua na tha pahle

hum ne bhi ek zamana dekha hai
itna qaht-e-wafa na tha pahle

ishq hum ne bhi to kiya hai 'ziya'
waqt itna bura na tha pahle

(715) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Se Wasta Na Tha Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.