Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai, Urdu Ghazal By Abdul Qavi Ziya

Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Qavi Ziya. Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری آنکھوں کا منظر سامنے ہے

عبدالقوی ضیا

تری آنکھوں کا منظر سامنے ہے

میں پیاسا ہوں سمندر سامنے ہے

انا بڑھنے نہیں دیتی ہے آگے

مرے رستے کا پتھر سامنے ہے

خیالوں سے ہے کوسوں دور لیکن

نگاہوں میں وہ اکثر سامنے ہے

میں خود سے روز ہوتا ہوں بغل گیر

مرا اپنا ہی پیکر سامنے ہے

نہ جلوہ ہے نہ آئینہ ہے کوئی

یہ حیرت ہے وہ کیونکر سامنے ہے

مسافت ہے اک آئینہ نظر کا

کہیں جاؤں مرا گھر سامنے ہے

کھلا ہے اے ضیاؔ نظروں میں اک پھول

کوئی صورت بدل کر سامنے ہے

عبدالقوی ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai

Abdul Qavi Ziya

teri aankhon ka manzar samne hai
main pyasa hun samundar samne hai

ana baDhne nahin deti hai aage
mere raste ka patthar samne hai

KHayalon se hai koson dur lekin
nigahon mein wo aksar samne hai

main KHud se roz hota hun baghal-gir
mera apna hi paikar samne hai

na jalwa hai na aaina hai koi
ye hairat hai wo kyunkar samne hai

masafat hai ek aaina-nazar ka
kahin jaun mera ghar samne hai

khila hai ai 'ziya' nazron mein ek phul
koi surat badal kar samne hai

(723) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai written by Abdul Qavi Ziya at UrduPoint. Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai is one of the masterpieces written by Abdul Qavi Ziya. You can also find the complete poetry collection of Abdul Qavi Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Qavi Ziya' above.

Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Aankhon Ka Manzar Samne Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.