Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue, Urdu Ghazal By Abdur Rauf Anjum

Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdur Rauf Anjum. Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملے ہیں آنکھ کو منظر لہو میں ڈوبے ہوئے

عبدالرؤف انجم

ملے ہیں آنکھ کو منظر لہو میں ڈوبے ہوئے

تمام شہر کے پتھر لہو میں ڈوبے ہوئے

ضرور امن کا پیغام لے گیا تھا کہیں

پرندہ لوٹا لئے پر لہو میں ڈوبے ہوئے

عدالت ان کو ہی مظلوم کہہ کے چھوڑ نہ دے

ہیں جن کے ہاتھ میں خنجر لہو میں ڈوبے ہوئے

پلٹ جا تیری ضرورت ہی کیا ہے اے سیلاب

ہیں میری بستی کے سب گھر لہو میں ڈوبے ہوئے

وہ سرخ رو ہیں وہی سربلندی ہیں انجمؔ

سجے ہیں نیزوں پہ جو سر لہو میں ڈوبے ہوئے

عبدالرؤف انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue

Abdur Rauf Anjum

mile hain aankh ko manzar lahu mein Dube hue
tamam shahar ke patthar lahu mein Dube hue

zarur aman ka paigham le gaya tha kahin
parinda lauTa liye par lahu mein Dube hue

adalat un ko hi mazlum kah ke chhoD na de
hain jin ke hath mein KHanjar lahu mein Dube hue

palaT ja teri zarurat hi kya hai a sailab
hain meri basti ke sab ghar lahu mein Dube hue

wo surKH-ru hain wahi sar-bulandi hain 'anjum'
saje hain nezon pe jo sar lahu mein Dube hue

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue written by Abdur Rauf Anjum at UrduPoint. Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue is one of the masterpieces written by Abdur Rauf Anjum. You can also find the complete poetry collection of Abdur Rauf Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdur Rauf Anjum' above.

Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mile Hain Aankh Ko Manzar Lahu Mein Dube Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.