Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai, Urdu Ghazal By Abid Kazmi

Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Kazmi. Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

التجا ہے عجز و عسرت کن فکانی اور ہے

عابد کاظمی

التجا ہے عجز و عسرت کن فکانی اور ہے

گفتگوئے بے ثمر معجز بیانی اور ہے

قریۂ مومن پہ حملہ کر تو پہلے سوچ لے

یہ علاقہ مختلف یہ راجدھانی اور ہے

ہر عدالت لکھ چکی ہے فیصلہ تو کیا ہوا

فیصلہ باقی ابھی اک آسمانی اور ہے

کچھ نہ کہہ کر بھی صداقت باپ کی منوا گئے

اصغر بے شیر تیری بے زبانی اور ہے

ایک مصرع کہہ کے عابدؔ خود کو نہ شاعر سمجھ

شستہ غزلیں ہیں کجا اور لن ترانی اور ہے

عابد کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai

Abid Kazmi

iltija hai ijz-o-usrat kun-fakani aur hai
guftugu-e-be-samar mojiz-bayani aur hai

qarya-e-momin pe hamla kar to pahle soch le
ye ilaqa muKHtalif ye rajdhani aur hai

har adalat likh chuki hai faisla to kya hua
faisla baqi abhi ek aasmani aur hai

kuchh na kah kar bhi sadaqat bap ki manwa gae
asghar-e-be-shir teri be-zabani aur hai

ek misra kah ke 'abid' KHud ko na shaer samajh
shusta ghazlen hain kuja aur lan-tarani aur hai

(1288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai written by Abid Kazmi at UrduPoint. Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai is one of the masterpieces written by Abid Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Abid Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Kazmi' above.

Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Iltija Hai Ijz-o-usrat Kun-fakani Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.