Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh, Urdu Ghazal By Abid Kazmi

Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Kazmi. Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقام اپنا دنیا میں ذیشان رکھ

عابد کاظمی

مقام اپنا دنیا میں ذیشان رکھ

جو نظروں سے تولے وو میزان رکھ

محب تو خدا کا ہے خالص غلط

حبیب خدا پے بھی ایمان رکھ

نا امیدی فقط کفر و الحاد ہے

اگر تو ہے مومن تو ایقان رکھ

تخیل بھی خود کا تغزل میں ہو

بغل میں کسی کا نہ دیوان رکھ

خدا کوئی ڈھونڈے تو ملتا بھی ہے

تجسس تو اپنا پریشان رکھ

عابد کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh

Abid Kazmi

maqam apna duniya mein zishan rakh
jo nazron se tole wo mizan rakh

muhib tu KHuda ka hai KHalis ghalat
habib-e-KHuda pe bhi iman rakh

na-umidi faqat kufr-o-ilhad hai
agar tu hai momin to iqan rakh

taKHayyul bhi KHud ka taghazzul mein ho
baghal mein kisi ka na diwan rakh

KHuda koi DhunDe to milta bhi hai
tajassus to apna pareshan rakh

(792) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh written by Abid Kazmi at UrduPoint. Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh is one of the masterpieces written by Abid Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Abid Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Kazmi' above.

Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maqam Apna Duniya Mein Zishan Rakh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.