Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha, Urdu Ghazal By Abul Khair Nashtar

Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Khair Nashtar. Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قطرے قطرے کو کبھی ترسا نہ تھا

ابوالخیر نشتر

قطرے قطرے کو کبھی ترسا نہ تھا

میں کہ دریا تھا کوئی صحرا نہ تھا

حسرتوں کی جھیل پر کہرا نہ تھا

ہم سفر سورج تھا میں تنہا نہ تھا

چہرہ چہرہ تھا شناسا شہر میں

میں کسی کی آنکھ کا تارا نہ تھا

پتھروں کے شہر میں شیشہ بدن

میں ہی تھا جو ٹوٹ کر بکھرا نہ تھا

بستی بستی بے حسی کی دھول تھی

اب کے ساون ٹوٹ کے برسا نہ تھا

چاندنی کی دھوپ تھی چاروں طرف

شہر دل میں چاند سا چہرا نہ تھا

اس کا چہرہ ہے کہ نشترؔ کی غزل

آئنے پر تبصرہ لکھا نہ تھا

ابوالخیر نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha

Abul Khair Nashtar

qatre qatre ko kabhi tarsa na tha
main ki dariya tha koi sahra na tha

hasraton ki jhil par kohra na tha
ham-safar suraj tha main tanha na tha

chehra chehra tha shanasa shahr mein
main kisi ki aankh ka tara na tha

pattharon ke shahr mein shisha badan
main hi tha jo TuT kar bikhra na tha

basti basti be-hisi ki dhul thi
ab ke sawan TuT ke barsa na tha

chandni ki dhup thi chaaron taraf
shahr-e-dil mein chand sa chehra na tha

us ka chehra hai ki 'nashtar' ki ghazal
aaine par tabsira likkha na tha

(525) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha written by Abul Khair Nashtar at UrduPoint. Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha is one of the masterpieces written by Abul Khair Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Abul Khair Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Khair Nashtar' above.

Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qatre Qatre Ko Kabhi Tarsa Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.