Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai, Urdu Ghazal By Adnan Khalid
Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Adnan Khalid. Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai on this page of UrduPoint.
کمال تازہ بہانے سے یہ غزل ہوئی ہے
عدنان خالد
کمال تازہ بہانے سے یہ غزل ہوئی ہے
کسی کی یاد کے آنے سے یہ غزل ہوئی ہے
نہیں ہے کچھ بھی مگر معجزہ ہے الہامی
کہ میرے جیسے دوانے سے یہ غزل ہوئی ہے
گلوں کو آب لگانے کا ہے ثمر خوشبو
سخن کا باغ سجانے سے یہ غزل ہوئی ہے
تمہارے چھوڑ کے جانے سے وہ غزل ہوئی تھی
تمہارے لوٹ کے آنے سے یہ غزل ہوئی ہے
انیسؔ و غالبؔ و سوداؔ کے ہے طفیل سبھی
انہی کو سننے سنانے سے یہ غزل ہوئی ہے
لیا ہے ہم نے تری چشم سے تغزل اور
اسی پہ مصرعہ لگانے سے یہ غزل ہوئی ہے
عدنان خالد
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai
Adnan Khalid
kisi ki yaad ke aane se ye ghazal hui hai
nahin hai kuchh bhi magar moajiza hai ilhami
ki mere jaise diwane se ye ghazal hui hai
gulon ko aab lagane ka hai samar KHushbu
suKHan ka bagh sajaane se ye ghazal hui hai
tumhaare chhoD ke jaane se wo ghazal hui thi
tumhaare lauT ke aane se ye ghazal hui hai
'anis'-o-'ghaalib'-o-'sauda' ke hai tufail sabhi
unhi ko sunne sunane se ye ghazal hui hai
liya hai hum ne teri chashm se taghazzul aur
isi pe misra lagane se ye ghazal hui hai
(539) ووٹ وصول ہوئے
Related Adnan Khalid Poetry
More Adnan Khalid Poetry
کسی صحیفے کے جیسا ہوا ہے نام ترا
Adnan Khalid - عدنان خالد
Kisi Sahife Ke Jaisa Hua Hai Nam Tera

مہ وصال تجھے تو خبر نہیں ہوگی
Adnan Khalid - عدنان خالد
Mah-e-visal Tujhe To Khabar Nahin Hogi

گر تری جنبش ابرو کا اشارہ ہو جائے
Adnan Khalid - عدنان خالد
Gar Teri Jumbish-e-abru Ka Ishaara Ho Jae

کمال تازہ بہانے سے یہ غزل ہوئی ہے
Adnan Khalid - عدنان خالد
Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai

اسی لیے تو اجالوں سے دوستی ہوئی ہے
Adnan Khalid - عدنان خالد
Isi Liye To Ujalon Se Dosti Hui Hai

روشنیوں سے بھر دیا ہے مجھے
Adnan Khalid - عدنان خالد
Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe

گراں کچھ جسم و جاں پر چاند پورا ہے
Adnan Khalid - عدنان خالد
Giran Kuchh Jism-o-jaan Par Chand Pura Hai

You can read Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai written by Adnan Khalid at UrduPoint. Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai is one of the masterpieces written by Adnan Khalid. You can also find the complete poetry collection of Adnan Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Adnan Khalid' above.
Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kamal Taza Bahane Se Ye Ghazal Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.