Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Adnan Khalid

Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Adnan Khalid. Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنیوں سے بھر دیا ہے مجھے

عدنان خالد

روشنیوں سے بھر دیا ہے مجھے

اس نے خود جیسا کر دیا ہے مجھے

آنکھ جھپکوں تو کانپتا ہے دل

نیند نے ایسا ڈر دیا ہے مجھے

مجھ سے امید ہے بھلائی کی

اور خود تو نے شر دیا ہے مجھے

آپ سے پہلے یوں نہیں تھا میں

آپ نے جیسا کر دیا ہے مجھے

یوں کیا ہم کو لازم و ملزوم

سنگ اس کو تو سر دیا ہے مجھے

کیا توازن اڑان میں رکھوں

اس نے بس ایک پر دیا ہے مجھے

ان درندوں میں رکھنے کا مطلب

اس نے آزاد کر دیا ہے مجھے

کیا عجب دی ہے بے رخی کی سزا

اس نے چوکھٹ پہ دھر دیا ہے مجھے

عدنان خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe

Adnan Khalid

raushniyon se bhar diya hai mujhe
us ne KHud jaisa kar diya hai mujhe

aankh jhapkun to kanpta hai dil
nind ne aisa Dar diya hai mujhe

mujh se ummid hai bhalai ki
aur KHud tu ne shar diya hai mujhe

aap se pahle yun nahin tha main
aap ne jaisa kar diya hai mujhe

yun kiya hum ko lazim-o-malzum
sang us ko to sar diya hai mujhe

kya tawazun uDan mein rakkhun
us ne bas ek par diya hai mujhe

in darindon mein rakhne ka matlab
us ne aazad kar diya hai mujhe

kya ajab di hai be-ruKHi ki saza
us ne chaukhaT pe dhar diya hai mujhe

(619) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe written by Adnan Khalid at UrduPoint. Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Adnan Khalid. You can also find the complete poetry collection of Adnan Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Adnan Khalid' above.

Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushniyon Se Bhar Diya Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.