Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقام شوق سے آگے بھی اک رستہ نکلتا ہے

آفتاب حسین

مقام شوق سے آگے بھی اک رستہ نکلتا ہے

کہیں کیا سلسلہ دل کا کہاں پر جا نکلتا ہے

مژہ تک آتا جاتا ہے بدن کا سب لہو کھنچ کر

کبھی کیا اس طرح بھی یاد کا کانٹا نکلتا ہے

دکان دل بڑھاتے ہیں حساب بیش و کم کر لو

ہمارے نام پر جس جس کا بھی جتنا نکلتا ہے

ابھی ہے حسن میں حسن نظر کی کار فرمائی

ابھی سے کیا بتائیں ہم کہ وہ کیسا نکلتا ہے

میان شہر ہیں یا آئنوں کے روبرو ہیں ہم

جسے بھی دیکھتے ہیں کچھ ہمیں جیسا نکلتا ہے

یہ دل کیوں ڈوب جاتا ہے اسی سے پوچھ لوں گا میں

ستارہ شام ہجراں کا ادھر بھی آ نکلتا ہے

دل مضطر وفا کے باب میں یہ جلد بازی کیا

ذرا رک جائیں اور دیکھیں نتیجہ کیا نکلتا ہے

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai

Aftab Hussain

maqam-e-shauq se aage bhi ek rasta nikalta hai
kahen kya silsila dil ka kahan par ja nikalta hai

mizha tak aata jata hai badan ka sab lahu khinch kar
kabhi kya is tarah bhi yaad ka kanTa nikalta hai

dukan-e-dil baDhate hain hisab-e-besh-o-kam kar lo
hamare nam par jis jis ka bhi jitna nikalta hai

abhi hai husn mein husn-e-nazar ki kar-farmai
abhi se kya bataen hum ki wo kaisa nikalta hai

miyan-e-shahr hain ya aainon ke ru-ba-ru hain hum
jise bhi dekhte hain kuchh hamin jaisa nikalta hai

ye dil kyun Dub jata hai usi se puchh lunga main
sitara sham-e-hijran ka idhar bhi aa nikalta hai

dil-e-muztar wafa ke bab mein ye jald-bazi kya
zara ruk jaen aur dekhen natija kya nikalta hai

(1042) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai written by Aftab Hussain at UrduPoint. Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maqam-e-shauq Se Aage Bhi Ek Rasta Nikalta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.