Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نگاہ کے لیے اک خواب بھی غنیمت ہے

آفتاب حسین

نگاہ کے لیے اک خواب بھی غنیمت ہے

وہ تیرگی ہے کہ یہ روشنی غنیمت ہے

چلو کہیں پہ تعلق کی کوئی شکل تو ہو

کسی کے دل میں کسی کی کمی غنیمت ہے

کم و زیادہ پہ اصرار کیا کیا جائے

ہمارے دور میں اتنی سی بھی غنیمت ہے

بدل رہے ہیں زمانے کے رنگ کیا کیا دیکھ

نظر اٹھا کہ یہ نظارگی غنیمت ہے

نہ جانے وقت کی گردش دکھائے گی کیا رخ

گزر رہی ہے جو یہ زندگی غنیمت ہے

غم جہاں کے جھمیلوں میں آفتاب حسینؔ

خیال یار کی آسودگی غنیمت ہے

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai

Aftab Hussain

nigah ke liye ek KHwab bhi ghanimat hai
wo tirgi hai ki ye raushni ghanimat hai

chalo kahin pe talluq ki koi shakl to ho
kisi ke dil mein kisi ki kami ghanimat hai

kam o ziyaada pe israr kya kiya jae
hamare daur mein itni si bhi ghanimat hai

badal rahe hain zamane ke rang kya kya dekh
nazar uTha ki ye nazzargi ghanimat hai

na jaane waqt ki gardish dikhaegi kya ruKH
guzar rahi hai jo ye zindagi ghanimat hai

gham-e-jahan ke jhamelon mein aaftab 'husain'
KHayal-e-yar ki aasudgi ghanimat hai

(680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai written by Aftab Hussain at UrduPoint. Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nigah Ke Liye Ek KHwab Bhi Ghanimat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.