Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale, Urdu Ghazal By Agha Hajju Sharaf

Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Agha Hajju Sharaf. Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تلاش قبر میں یوں گھر سے ہم نکل کے چلے (ردیف .. ل)

آغا حجو شرف

تلاش قبر میں یوں گھر سے ہم نکل کے چلے

کفن بغل میں لیا منہ پہ خاک مل کے چلے

ہوا کھلانی تھی دنیا کی میری میت کو

اٹھانے والے جو کاندھا بدل بدل کے چلے

جگہ نہ دی ہمیں اس شمع رو نے پہلو میں

ہوس بجھانے کو آئے تھے اور جل کے چلے

اٹھا کے بزم سے ہم لے چلے جو خلوت میں

قدم قدم پہ وہ روٹھے مچل مچل کے چلے

یہاں تک آئے ہیں طے ہم دو منزلہ کر کے

تمہاری بزم میں پہنچے ہیں آج کل کے چلے

شہید ناز کی میت جو دیکھی گل در گل

کفن کھسوٹ جو آئے تھے ہاتھ مل کے چلے

کمند کاکل پیچاں سے دور دور رہے

قضا ٹلے جو شرفؔ اس بلا سے ٹل کے چل

آغا حجو شرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale

Agha Hajju Sharaf

talash-e-qabr mein yun ghar se hum nikal ke chale
kafan baghal mein liya munh pe KHak mal ke chale

hawa khilani thi duniya ki meri mayyat ko
uThane wale jo kandha badal badal ke chale

jagah na di hamein us shama-ru ne pahlu mein
hawas bujhane ko aae the aur jal ke chale

uTha ke bazm se hum le chale jo KHalwat mein
qadam qadam pe wo ruThe machal machal ke chale

yahan tak aae hain tai hum do-manzila kar ke
tumhaari bazm mein pahunche hain aaj-kal ke chale

shahid-e-naz ki mayyat jo dekhi gul-dar-gul
kafan khasuT jo aae the hath mal ke chale

kamand-e-kakul-e-pechan se dur dur rahe
qaza Tale jo 'sharaf' us bala se Tal ke chal

(698) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale written by Agha Hajju Sharaf at UrduPoint. Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale is one of the masterpieces written by Agha Hajju Sharaf. You can also find the complete poetry collection of Agha Hajju Sharaf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Agha Hajju Sharaf' above.

Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Talash-e-qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.