Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se, Urdu Ghazal By Ahmad Ashfaq

Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ashfaq. Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب جل گیا جلتے ہوئے خوابوں کے اثر سے

احمد اشفاق

سب جل گیا جلتے ہوئے خوابوں کے اثر سے

اٹھتا ہے دھواں دل سے نگاہوں سے جگر سے

آج اس کے جنازے میں ہے اک شہر صف آرا

کل مر گیا جو آدمی تنہائی کے ڈر سے

کب تک گئے رشتوں سے نبھاتا میں تعلق

اس بوجھ کو اے دوست اتار آیا ہوں سر سے

جو آئنہ خانہ مری حیرت کا سبب ہے

ممکن ہے مرے بعد مری دید کو ترسے

اس عہد خزاں میں کسی امید کے مانند

پتھر سے نکل آؤں مگر ابر تو برسے

روٹھے ہوئے سورج کو منانے کی لگن میں

ہم لوگ سر شام نکل پڑتے ہیں گھر سے

اس شخص کا اب پھر سے کھڑا ہونا ہے مشکل

اس بار گرا ہے وہ زمانے کی نظر سے

لگتا ہے کہ اس دل میں کوئی قید ہے اشفاقؔ

رونے کی صدا آتی ہے یادوں کے کھنڈر سے

احمد اشفاق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se

Ahmad Ashfaq

sab jal gaya jalte hue KHwabon ke asar se
uThta hai dhuan dil se nigahon se jigar se

aaj us ke janaze mein hai ek shahr saf-ara
kal mar gaya jo aadmi tanhai ke Dar se

kab tak gae rishton se nibhata main talluq
is bojh ko ai dost utar aaya hun sar se

jo aaina-KHana meri hairat ka sabab hai
mumkin hai mere baad meri did ko tarse

is ahd-e-KHizan mein kisi ummid ke manind
patthar se nikal aaun magar abr to barse

ruThe hue suraj ko manane ki lagan mein
hum log sar-e-sham nikal paDte hain ghar se

us shaKHs ka ab phir se khaDa hona hai mushkil
is bar gira hai wo zamane ki nazar se

lagta hai ki is dil mein koi qaid hai 'ashfaq'
rone ki sada aati hai yaadon ke khanDar se

(803) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se written by Ahmad Ashfaq at UrduPoint. Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se is one of the masterpieces written by Ahmad Ashfaq. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ashfaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ashfaq' above.

Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Jal Gaya Jalte Hue KHwabon Ke Asar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.