Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل اس ہجوم شہر میں تنہا کہیں جسے

احمد عظیم

دل اس ہجوم شہر میں تنہا کہیں جسے

ایسا نہیں کوئی کہ شناسا کہیں جسے

آنکھوں میں چبھ رہی ہے کوئی موج موج ریگ

وحشت بدن میں پھیلتا صحرا کہیں جسے

بھیجے ہیں اس نے پھول بہت سے گلاب کے

تجدید دوستی کا تقاضا کہیں جسے

پھینکا ہے اس نے ایک تبسم بہ طرز گل

ساری ستم گری کا ازالہ کہیں جسے

دیکھا ہے اس نے آج دم وصل آئنہ

آنکھوں میں مہر تاب جھلکتا کہیں جسے

پوچھا ہے اس نے آج صف کشتگاں کا حال

ہر حرف حرف زیست کا مژدہ کہیں جسے

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise

Ahmad Azeem

dil is hujum-e-shahr mein tanha kahen jise
aisa nahin koi ki shanasa kahen jise

aankhon mein chubh rahi hai koi mauj mauj reg
wahshat badan mein phailta sahra kahen jise

bheje hain us ne phul bahut se gulab ke
tajdid-e-dosti ka taqaza kahen jise

phenka hai us ne ek tabassum ba-tarz-e-gul
sari sitamgari ka izala kahen jise

dekha hai us ne aaj dam-e-wasl aaina
aankhon mein mehr-tab jhalakta kahen jise

puchha hai us ne aaj saf-e-kushtagan ka haal
har harf harf-e-zist ka muzhda kahen jise

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise written by Ahmad Azeem at UrduPoint. Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Is Hujum-e-shahr Mein Tanha Kahen Jise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.