Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula, Urdu Ghazal By Ahmad Azeem

Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azeem. Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سبزہ ہوا سے اولیں برسات میں کھلا

احمد عظیم

سبزہ ہوا سے اولیں برسات میں کھلا

وہ شخص مجھ سے پہلی ملاقات میں کھلا

روح و دل و بدن کے تقاضے سراب تھے

یہ بھی عذاب کشمکش ذات میں کھلا

سارے بدن پہ زخم نمایاں تھے دن چڑھے

شب بھر رہا تھا کوئی میری گھات میں کھلا

مٹنے تھے سارے رنگ دھنک کے نگاہ سے

تحریر یہ بھی دکھ تھا مرے ہات میں کھلا

کیسا وہ دوست تھا کہ کھلی دشمنی بھی کی

خنجر چھپا کے رکھ دیا سوغات میں کھلا

آئے تو نا مراد نہ جائے ہوائے غم

دروازہ ہم نے چھوڑ دیا رات میں کھلا

احمد عظیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula

Ahmad Azeem

sabza hawa se awwalin barsat mein khula
wo shaKHs mujh se pahli mulaqat mein khula

ruh-o-dil-o-badan ke taqaze sarab the
ye bhi azab kashmakash-e-zat mein khula

sare badan pe zaKHm numayan the din chaDhe
shab bhar raha tha koi meri ghat mein khula

miTne the sare rang dhanak ke nigah se
tahrir ye bhi dukh tha mere hat mein khula

kaisa wo dost tha ki khuli dushmani bhi ki
KHanjar chhupa ke rakh diya saughat mein khula

aae to na-murad na jae hawa-e-gham
darwaza hum ne chhoD diya raat mein khula

(679) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula written by Ahmad Azeem at UrduPoint. Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula is one of the masterpieces written by Ahmad Azeem. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azeem' above.

Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sabza Hawa Se Awwalin Barsat Mein Khula, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.