Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس سمے تیرا اثر تھا مجھ میں

احمد خیال

جس سمے تیرا اثر تھا مجھ میں

بات کرنے کا ہنر تھا مجھ میں

صبح ہوتے ہی سبھی نے دیکھا

کوئی تا حد نظر تھا مجھ میں

ماں بتاتی ہے کہ بچپن کے سمے

کسی آسیب کا ڈر تھا مجھ میں

جو بھی آیا کبھی واپس نہ گیا

ایسی چاہت کا بھنور تھا مجھ میں

میں تھا صدیوں کے سفر میں احمدؔ

اور صدیوں کا سفر تھا مجھ میں

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein

Ahmad Khayal

jis samay tera asar tha mujh mein
baat karne ka hunar tha mujh mein

subh hote hi sabhi ne dekha
koi ta hadd-e-nazar tha mujh mein

man batati hai ki bachpan ke samay
kisi aaseb ka Dar tha mujh mein

jo bhi aaya kabhi wapas na gaya
aisi chahat ka bhanwar tha mujh mein

main tha sadiyon ke safar mein 'ahmad'
aur sadiyon ka safar tha mujh mein

(820) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Samay Tera Asar Tha Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.