Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنوں کو رخت کیا خاک کو لبادہ کیا

احمد خیال

جنوں کو رخت کیا خاک کو لبادہ کیا

میں دشت دشت بھٹکنے کا جب ارادہ کیا

میں ناصحان کی سنتا ہوں اور ٹالتا ہوں

سو قرب حسن چھٹا اور نہ ترک بادہ کیا

مہکتے پھول ستارے دمکتا چاند دھنک

ترے جمال سے کتنوں نے استفادہ کیا

ہزار رنگ میں جلوہ نما تھا حسن و جمال

دل اور شوخ ہوا اس کو جتنا سادہ کیا

وہ دے رہا تھا طلب سے سوا سبھی کو خیالؔ

سو میں نے دامن دل اور کچھ کشادہ کیا

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya

Ahmad Khayal

junun ko raKHt kiya KHak ko libaada kiya
main dasht dasht bhaTakne ka jab irada kiya

main nasehan ki sunta hun aur Talta hun
so qurb-e-husn chhuTa aur na tark-e-baada kiya

mahakte phul sitare damakta chand dhanak
tere jamal se kitnon ne istifada kya

hazar rang mein jalwa-numa tha husn-o-jamal
dil aur shoKH hua us ko jitna sada kiya

wo de raha tha talab se siwa sabhi ko 'KHayal'
so main ne daman-e-dil aur kuchh kushada kiya

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun Ko RaKHt Kiya KHak Ko Libaada Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.