Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Raees

Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Raees. Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر شخص اسی خیال میں ہے

احمد رئیس

ہر شخص اسی خیال میں ہے

یہ شہر بھی یرغمال میں ہے

کیا جانئے فکر کیا لگی ہے

کیا حاشیۂ خیال میں ہے

ممکن ہے عروج ہو میسر

دنیا تو ابھی زوال میں ہے

تخلیق کا لا زوال لمحہ

لفظوں کے حسین جال میں ہے

تحریر ہر ایک پھیکی پھیکی

ہر موئے قلم زوال میں ہے

بے مثل رفاقتوں کی خوشبو

آئینۂ ماہ و سال میں ہے

لہجہ ہی بدل گیا ہے اس کا

تلخی سی ہر اک سوال میں ہے

احمد رئیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai

Ahmad Raees

har shaKHs isi KHayal mein hai
ye shahr bhi yarghamal mein hai

kya jaaniye fikr kya lagi hai
kya hashiya-e-KHayal mein hai

mumkin hai uruj ho mayassar
duniya to abhi zawal mein hai

taKHliq ka la-zawal lamha
lafzon ke hasin jal mein hai

tahrir har ek phiki phiki
har mu-e-qalam zawal mein hai

be-misl rafaqaton ki KHushbu
aaina-e-mah-o-sal mein hai

lahja hi badal gaya hai us ka
talKHi si har ek sawal mein hai

(548) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai written by Ahmad Raees at UrduPoint. Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Raees. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Raees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Raees' above.

Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har ShaKHs Isi KHayal Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.