Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Ahmad Soz

Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Soz. Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

علم بھی آزار لگتا ہے مجھے

احمد سوز

علم بھی آزار لگتا ہے مجھے

آدمی اخبار لگتا ہے مجھے

چیختی سڑکیں دھواں پٹرول بو

شہر تو بیمار لگتا ہے مجھے

اس قدر محفوظ رہتا ہے کہ وہ

رام کا اوتار لگتا ہے مجھے

روز نظمیں کہنا چھپوانا کہیں

ایک کاروبار لگتا ہے مجھے

شاعری اچھی بری معلوم ہے

باقی سب بے کار لگتا ہے مجھے

احمد سوز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe

Ahmad Soz

ilm bhi aazar lagta hai mujhe
aadmi aKHbar lagta hai mujhe

chiKHti saDken dhuan petrol bu
shahr to bimar lagta hai mujhe

is qadar mahfuz rahta hai ki wo
ram ka autar lagta hai mujhe

roz nazmen kahna chhapwana kahin
ek karobar lagta hai mujhe

shaeri achchhi buri malum hai
baqi sab bekar lagta hai mujhe

(584) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe written by Ahmad Soz at UrduPoint. Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Ahmad Soz. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Soz' above.

Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ilm Bhi Aazar Lagta Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.