KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Wasi

KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Wasi. KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود کو چھونے سے ڈرا کرتے ہیں

احمد وصی

خود کو چھونے سے ڈرا کرتے ہیں

ہم جو نیندوں میں چلا کرتے ہیں

اپنی ہی ذات کے صحرا میں آج

لوگ چپ چاپ جلا کرتے ہیں

خون شریانوں میں لہراتا ہے

خواب آنکھوں میں ہنسا کرتے ہیں

ہم جہاں بستے تھے اس بستی میں

اب فقط سائے ملا کرتے ہیں

لڑکیاں ہنستی گزر جاتی ہیں

ہم سمندر کو تکا کرتے ہیں

آتی جاتی ہیں بہت سی یادیں

دائرے بن کے مٹا کرتے ہیں

احمد وصی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain

Ahmad Wasi

KHud ko chhune se Dara karte hain
hum jo nindon mein chala karte hain

apni hi zat ke sahra mein aaj
log chup-chap jala karte hain

KHun shiryanon mein lahraata hai
KHwab aaankhon mein hinsa karte hain

hum jahan baste the is basti mein
ab faqat sae mila karte hain

laDkiyan hansti guzar jati hain
hum samundar ko taka karte hain

aati jati hain bahut si yaaden
daere ban ke miTa karte hain

(825) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain written by Ahmad Wasi at UrduPoint. KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Wasi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Wasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Wasi' above.

KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Ko Chhune Se Dara Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.