Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua, Urdu Ghazal By Ahmad Ziya

Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ziya. Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فکر کے سارے دھاگے ٹوٹے ذہن بھی اب معذور ہوا

احمد ضیا

فکر کے سارے دھاگے ٹوٹے ذہن بھی اب معذور ہوا

اب کے بہار یہ کیسی آئی کیسا یہ دستور ہوا

کل پرزوں کا روح رواں یہ اور وہ سرمائے کی جونک

لیکن اس کی نظروں میں یہ دھرتی کا ناسور ہوا

دن کی سفیدی تیری نظر میں رات کی کالی چادر ہے

رات کا خونی اندھیارا بھی تیری نظر میں نور ہوا

جب سے دیکھا ہے کھیتوں میں میں نے ظالم دھوپ کا روپ

تب سے تیری زلف کا سایہ دور بہت ہی دور ہوا

ظلم کو اس نے ظلم کہا ہے جبر کو اس نے جبر کہا

یعنی ضیاؔ اب ضیاؔ نہیں ہے وقت کا وہ منصور ہوا

احمد ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua

Ahmad Ziya

fikr ke sare dhage TuTe zehn bhi ab mazur hua
ab ke bahaar ye kaisi aai kaisa ye dastur hua

kal-purzon ka ruh-e-rawan ye aur wo sarmae ki jonk
lekin us ki nazron mein ye dharti ka nasur hua

din ki safedi teri nazar mein raat ki kali chadar hai
raat ka KHuni andhiyara bhi teri nazar mein nur hua

jab se dekha hai kheton mein main ne zalim dhup ka rup
tab se teri zulf ka saya dur bahut hi dur hua

zulm ko us ne zulm kaha hai jabr ko us ne jabr kaha
yani 'ziya' ab 'ziya' nahin hai waqt ka wo mansur hua

(667) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua written by Ahmad Ziya at UrduPoint. Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua is one of the masterpieces written by Ahmad Ziya. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ziya' above.

Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fikr Ke Sare Dhage TuTe Zehn Bhi Ab Mazur Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.