Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Ziya

Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ziya. Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ خواب سا پیکر ہے گل تر کی طرح ہے

احمد ضیا

وہ خواب سا پیکر ہے گل تر کی طرح ہے

آنکھوں میں گئی شام کے منظر کی طرح ہے

احساس دلاتی ہے یہ پھیلی ہوئی خوشبو

اس گھر کی محبت بھی مرے گھر کی طرح ہے

میں آئینہ جیسا ہوں کوئی توڑ نہ ڈالے

ہر شخص مری راہ میں پتھر کی طرح ہے

اک میں ہوں کہ لہروں کی طرح چین نہیں ہے

اک وہ ہے کہ خاموش سمندر کی طرح ہے

وہ جس نے ضیاؔ حرف بھی دل میں نہ اتارا

وہ آج سر بزم سخن ور کی طرح ہے

احمد ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai

Ahmad Ziya

wo KHwab sa paikar hai gul-e-tar ki tarah hai
aaankhon mein gai sham ke manzar ki tarah hai

ehsas dilati hai ye phaili hui KHushbu
us ghar ki mohabbat bhi mere ghar ki tarah hai

main aaina jaisa hun koi toD na Dale
har shaKHs meri rah mein patthar ki tarah hai

ek main hun ki lahron ki tarah chain nahin hai
ek wo hai ki KHamosh samundar ki tarah hai

wo jis ne 'ziya' harf bhi dil mein na utara
wo aaj sar-e-bazm suKHan-war ki tarah hai

(617) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai written by Ahmad Ziya at UrduPoint. Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Ziya. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ziya' above.

Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo KHwab Sa Paikar Hai Gul-e-tar Ki Tarah Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.