Mushaheda, Urdu Nazam By Akhtar Bastavi

Mushaheda is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Akhtar Bastavi. Mushaheda comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mushaheda on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشاہدہ

اختر بستوی

دیوار میں روزن تو ہوا کرتے ہیں لیکن

دل میں نہیں ہوتا کوئی اس دور میں روزن

پڑتی ہے نظر سب کی تماشوں پہ جہاں کے

رہتا ہے نگاہوں سے چھپا سینے کا درپن

دیتی ہے ہر اک چیز زمانے کی دکھائی

ہوتا نہیں خود اپنا ہی دیدار میسر

باہر کے مناظر میں ہیں الجھی ہوئی نظریں

آنکھوں سے ہیں اوجھل وہ نظارے جو ہیں اندر

اختر بستوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mushaheda

Akhtar Bastavi

diwar mein rauzan to hua karte hain lekin
dil mein nahin hota koi is daur mein rauzan
paDti hai nazar sab ki tamashon pe jahan ke
rahta hai nigahon se chhupa sine ka darpan
deti hai har ek chiz zamane ki dikhai
hota nahin KHud apna hi didar mayassar
bahar ke manazir mein hain uljhi hui nazren
aankhon se hain ojhal wo nazare jo hain andar

(717) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mushaheda written by Akhtar Bastavi at UrduPoint. Mushaheda is one of the masterpieces written by Akhtar Bastavi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Bastavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Bastavi' above.

Mushaheda is a widely read Urdu Nazam. If you like Mushaheda, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.