KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai, Urdu Ghazal By Akhtar Nazmi

KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Nazmi. KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال اسی کی طرف بار بار جاتا ہے

اختر نظمی

خیال اسی کی طرف بار بار جاتا ہے

مرے سفر کی تھکن کون اتار جاتا ہے

یہ اس کا اپنا طریقہ ہے دان کرنے کا

وہ جس سے شرط لگاتا ہے ہار جاتا ہے

یہ کھیل میری سمجھ میں کبھی نہیں آیا

میں جیت جاتا ہوں بازی وہ مار جاتا ہے

میں اپنی نیند دواؤں سے قرض لیتا ہوں

یہ قرض خواب میں کوئی اتار جاتا ہے

نشہ بھی ہوتا ہے ہلکا سا زہر میں شامل

وہ جب بھی ملتا ہے اک ڈنک مار جاتا ہے

میں سب کے واسطے کرتا ہوں کچھ نہ کچھ نظمیؔ

جہاں جہاں بھی مرا اختیار جاتا ہے

اختر نظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai

Akhtar Nazmi

KHayal usi ki taraf bar bar jata hai
mere safar ki thakan kaun utar jata hai

ye us ka apna tariqa hai dan karne ka
wo jis se shart lagata hai haar jata hai

ye khel meri samajh mein kabhi nahin aaya
main jit jata hun bazi wo mar jata hai

main apni nind dawaon se qarz leta hun
ye qarz KHwab mein koi utar jata hai

nasha bhi hota hai halka sa zahar mein shamil
wo jab bhi milta hai ek Dank mar jata hai

main sab ke waste karta hun kuchh na kuchh 'nazmi'
jahan jahan bhi mera iKHtiyar jata hai

(746) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai written by Akhtar Nazmi at UrduPoint. KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai is one of the masterpieces written by Akhtar Nazmi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Nazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Nazmi' above.

KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Usi Ki Taraf Bar Bar Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.