Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste, Urdu Ghazal By Ali Kazim

Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Kazim. Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم جا رہے ہو ہم کو بھلانے کے واسطے

علی کاظم

تم جا رہے ہو ہم کو بھلانے کے واسطے

ہم آ رہے ہیں تم کو منانے کے واسطے

پتھر کے پاس دل کہاں جس کو برا لگے

کیوں اتنا سوچتے ہو ہٹانے کے واسطے

کچھ سازشیں تو صرف اسی وجہ سے ہوئیں

اپنے کو سازشوں سے بچانے کے واسطے

مجھ کو بھلا کے وہ بھی کئی بار روئے ہیں

لیکن وفا کا ڈھونگ رچانے کے واسطے

کوئی نہیں ہے بزم میں جو تم کو پوچھ لے

لگتا ہے مر گئے ہو زمانے کے واسطے

علی کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste

Ali Kazim

tum ja rahe ho hum ko bhulane ke waste
hum aa rahe hain tum ko manane ke waste

patthar ke pas dil kahan jis ko bura lage
kyon itna sochte ho haTane ke waste

kuchh sazishen to sirf isi wajah se huin
apne ko sazishon se bachane ke waste

mujh ko bhula ke wo bhi kai bar roe hain
lekin wafa ka Dhong rachane ke waste

koi nahin hai bazm mein jo tum ko puchh le
lagta hai mar gae ho zamane ke waste

(511) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste written by Ali Kazim at UrduPoint. Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste is one of the masterpieces written by Ali Kazim. You can also find the complete poetry collection of Ali Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Kazim' above.

Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Ja Rahe Ho Hum Ko Bhulane Ke Waste, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.