Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar, Urdu Ghazal By Ali Kazim

Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Kazim. Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا بدل بھی سکتی ہے کوشش تو یار کر

علی کاظم

دنیا بدل بھی سکتی ہے کوشش تو یار کر

خود پر تو اعتبار ذرا ایک بار کر

دل دے رہا تھا اس کو تبھی ہوش نے کہا

اتنی حسین چیز کا مت کاروبار کر

جھوٹا اگر ہو یار تو ہر وعدہ توڑ دے

سچا لگے تو جان بھی اس پر نثار کر

اب تک ترے حجاب سے تھی بے قراریاں

اب بے حجاب ہو کے ذرا بے قرار کر

میں عام آدمی ہوں نہیں پیر اولیا

میری ہر ایک بات پہ مت اعتبار کر

دنیا نے ایسا زخم دیا بھر سکا نہ جو

دنیا کو اپنا زخم دکھا شرمسار کر

علی کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar

Ali Kazim

duniya badal bhi sakti hai koshish to yar kar
KHud par to eatibar zara ek bar kar

dil de raha tha us ko tabhi hosh ne kaha
itni hasin chiz ka mat karobar kar

jhuTa agar ho yar to har wada toD de
sachcha lage to jaan bhi us par nisar kar

ab tak tere hijab se thi be-qarariyan
ab be-hijab ho ke zara be-qarar kar

main aam aadmi hun nahin pir auliya
meri har ek baat pe mat eatibar kar

duniya ne aisa zaKHm diya bhar saka na jo
duniya ko apna zaKHm dikha sharmsar kar

(781) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar written by Ali Kazim at UrduPoint. Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar is one of the masterpieces written by Ali Kazim. You can also find the complete poetry collection of Ali Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Kazim' above.

Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Badal Bhi Sakti Hai Koshish To Yar Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.