Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai, Urdu Ghazal By Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi. Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ورق انتخاب دل میں ہے

علی ظہیر رضوی لکھنوی

ورق انتخاب دل میں ہے

ایک تازہ کتاب دل میں ہے

کس کو دکھلاؤں اپنے جی کا حال

روشن اک آفتاب دل میں ہے

روشنی ہے اسی کے چہرے کی

وہ جو اک ماہتاب دل میں ہے

بند آنکھوں میں ایک عالم ہے

کسی منظر کا خواب دل میں ہے

سب ہی سینے میں ہو رہا ہے ظہیرؔ

درد کی کائنات دل میں ہے

علی ظہیر رضوی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

waraq-e-intiKHab dil mein hai
ek taza kitab dil mein hai

kis ko dikhlaun apne ji ka haal
raushan ek aaftab dil mein hai

raushni hai usi ke chehre ki
wo jo ek mahtab dil mein hai

band aankhon mein ek aalam hai
kisi manzar ka KHwab dil mein hai

sab hi sine mein ho raha hai 'zahir'
dard ki kaenat dil mein hai

(779) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai written by Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi at UrduPoint. Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai is one of the masterpieces written by Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi' above.

Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waraq-e-intiKHab Dil Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.