Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin, Urdu Ghazal By Aman Shahzadi

Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aman Shahzadi. Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اب جو میری زباں پر تمہارا نام نہیں

امن شہزادی

یہ اب جو میری زباں پر تمہارا نام نہیں

اسے معافی سمجھ لینا انتقام نہیں

مجھے پتا ہے جو تجھ کو خدا سمجھتے ہیں

وہی ہیں جن کی خدا سے دعا سلام نہیں

مرے علاوہ کوئی میری بات سنتا نہیں

اور آج کل تو میں خود سے بھی ہم کلام نہیں

اسی لیے تو سہولت سے جل رہے ہیں چراغ

انہیں پتہ ہے ہوا کا کوئی نظام نہیں

تو پھر وہ میرے لیے اہمیت نہیں رکھتا

کسی کے دل میں اگر تیرا احترام نہیں

امن شہزادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin

Aman Shahzadi

ye ab jo meri zaban par tumhaara nam nahin
ise muafi samajh lena intiqam nahin

mujhe pata hai jo tujh ko KHuda samajhte hain
wahi hain jin ki KHuda se dua salam nahin

mere alawa koi meri baat sunta nahin
aur aaj-kal to main KHud se bhi ham-kalam nahin

isi liye to suhulat se jal rahe hain charagh
unhen pata hai hawa ka koi nizam nahin

to phir wo mere liye ahmiyat nahin rakhta
kisi ke dil mein agar tera ehtiram nahin

(948) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin written by Aman Shahzadi at UrduPoint. Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin is one of the masterpieces written by Aman Shahzadi. You can also find the complete poetry collection of Aman Shahzadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aman Shahzadi' above.

Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ab Jo Meri Zaban Par Tumhaara Nam Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.