Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai, Urdu Ghazal By Amatul Hai Wafa

Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amatul Hai Wafa. Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسے محبوب خود داری بہت ہے

امۃ الحئی وفا

جسے محبوب خود داری بہت ہے

اسے جینے میں دشواری بہت ہے

یوں ہی اجڑا ہوا رہنے دو مجھ کو

سنورنا دل پہ اب بھاری بہت ہے

نہ جائے کوچۂ مہر و وفا میں

وہ جس کو زندگی پیاری بہت ہے

بہت تڑپا لیا اب آ بھی جاؤ

طبیعت درد سے بھاری بہت ہے

چل اے دل اک نئی دنیا بسائیں

یہاں نفرت کی بیماری بہت ہے

کسی کو کیا بنائیں جان اپنی

ہمیں خود سے بھی بے زاری بہت ہے

تلا ہے سچ کلامی پر وفا دل

کہ شانوں پر یہ سر بھاری بہت ہے

امۃ الحئی وفا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai

Amatul Hai Wafa

jise mahbub KHud-dari bahut hai
use jine mein dushwari bahut hai

yunhi ujDa hua rahne do mujh ko
sanwarna dil pe ab bhaari bahut hai

na jae kucha-e-mehr-o-wafa mein
wo jis ko zindagi pyari bahut hai

bahut taDpa liya ab aa bhi jao
tabiat dard se bhaari bahut hai

chal ai dil ek nai duniya basaen
yahan nafrat ki bimari bahut hai

kisi ko kya banaen jaan apni
hamein KHud se bhi be-zari bahut hai

tula hai sach kalami par wafa dil
ki shanon par ye sar bhaari bahut hai

(1267) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai written by Amatul Hai Wafa at UrduPoint. Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai is one of the masterpieces written by Amatul Hai Wafa. You can also find the complete poetry collection of Amatul Hai Wafa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amatul Hai Wafa' above.

Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jise Mahbub KHud-dari Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.