Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai, Urdu Ghazal By Ambar Bahraichi

Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ambar Bahraichi. Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب خواب کے جزیروں میں ہنس کر گزر گئی

عنبر بہرائچی

شب خواب کے جزیروں میں ہنس کر گزر گئی

آنکھوں میں وقت صبح مگر دھول بھر گئی

پچھلی رتوں میں سارے شجر بارور تو تھے

اب کے ہر ایک شاخ مگر بے ثمر گئی

ہم بھی بڑھے تھے وادئ اظہار میں مگر

لہجے کے انتشار سے آواز مر گئی

تجھ پھول کے حصار میں اک لطف ہے عجب

چھو کر جسے ہوائے طرب معتبر گئی

دل میں عجب سا تیر ترازو ہے ان دنوں

ہاں اے نگاہ ناز بتا تو کدھر گئی

مقصد صلائے عام ہے پھر احتیاط کیوں

بے رنگ روزنوں سے جو خوشبو گزر گئی

اس کے دیار میں کئی مہتاب بھیج کر

وادئ دل میں اک اماوس ٹھہر گئی

اب کے قفس سے دور رہی موسمی ہوا

آزاد طائروں کے پروں کو کتر گئی

آندھی نے صرف مجھ کو مسخر نہیں کیا

اک دشت بے دلی بھی مرے نام کر گئی

پھر چار سو کثیف دھوئیں پھیلنے لگے

پھر شہر کی نگاہ تیرے قصر پر گئی

الفاظ کے طلسم سے عنبرؔ کو ہے شغف

اس کی حیات کیسے بھلا بے ہنر گئی

عنبر بہرائچی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai

Ambar Bahraichi

shab KHwab ke jaziron mein hans kar guzar gai
aankhon mein waqt-e-subh magar dhul bhar gai

pichhli ruton mein sare shajar barwar to the
ab ke har ek shaKH magar be-samar gai

hum bhi baDhe the wadi-e-izhaar mein magar
lahje ke intishaar se aawaz mar gai

tujh phul ke hisar mein ek lutf hai ajab
chhu kar jise hawa-e-tarab-e-motabar gai

dil mein ajab sa tir taraazu hai in dinon
han ai nigah-e-naz bata tu kidhar gai

maqsad sala-e-am hai phir ehtiyat kyun
be-rang rauzanon se jo KHushbu guzar gai

us ke dayar mein kai mahtab bhej kar
wadi-e-dil mein ek amawas Thahar gai

ab ke qafas se dur rahi mausami hawa
aazad taeron ke paron ko katar gai

aandhi ne sirf mujh ko musaKHKHar nahin kiya
ek dasht-e-be-dili bhi mere nam kar gai

phir chaar-su kasif dhuen phailne lage
phir shahr ki nigah tere qasr par gai

alfaz ke tilism se 'amabar' ko hai shaghaf
us ki hayat kaise bhala be-hunar gai

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai written by Ambar Bahraichi at UrduPoint. Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai is one of the masterpieces written by Ambar Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Ambar Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ambar Bahraichi' above.

Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab KHwab Ke Jaziron Mein Hans Kar Guzar Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.