Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں بے نام سی خوشی ہے ابھی

امیر قزلباش

دل میں بے نام سی خوشی ہے ابھی

زندگی میرے کام کی ہے ابھی

میں بھی تجھ سے بچھڑ کے سرگرداں

تیری آنکھوں میں بھی نمی ہے ابھی

دل کی سنسان رہ گزاروں پر

میں نے اک چیخ سی سنی ہے ابھی

میں نے مانا بہت اندھیرا ہے

پھر بھی تھوڑی سی روشنی ہے ابھی

اپنے آنسو امیرؔ کیوں پونچھوں

ان چراغوں میں روشنی ہے ابھی

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi

Ameer Qazalbash

dil mein be-nam si KHushi hai abhi
zindagi mere kaam ki hai abhi

main bhi tujh se bichhaD ke sargardan
teri aankhon mein bhi nami hai abhi

dil ki sunsan rahguzaron par
main ne ek chiKH si suni hai abhi

main ne mana bahut andhera hai
phir bhi thoDi si raushni hai abhi

apne aansu 'amir' kyun ponchhun
in charaghon mein raushni hai abhi

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Be-nam Si KHushi Hai Abhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.