Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کا شہر کہیں کرب کا صحرا ہوگا

امیر قزلباش

درد کا شہر کہیں کرب کا صحرا ہوگا

لوگ واقف تھے کوئی گھر سے نہ نکلا ہوگا

وہ جو اک شخص بضد ہے کہ بھلا دو مجھ کو

بھول جاؤں تو اسی شخص کو صدمہ ہوگا

آنکھ کھلتے ہی بچھڑ جائے گا ہر منظر شب

چاند پھر صبح کے مقتل میں اکیلا ہوگا

جن اجالوں کی طرف دوڑ رہی ہے دنیا

ان اجالوں میں قیامت کا اندھیرا ہوگا

ایک امید ہر اک در پہ لیے جاتی ہے

یہ مرا شہر تھا کوئی تو شناسا ہوگا

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga

Ameer Qazalbash

dard ka shahr kahin karb ka sahra hoga
log waqif the koi ghar se na nikla hoga

wo jo ek shaKHs ba-zid hai ki bhula do mujh ko
bhul jaun to usi shaKHs ko sadma hoga

aankh khulte hi bichhaD jaega har manzar-e-shab
chand phir subh ke maqtal mein akela hoga

jin ujalon ki taraf dauD rahi hai duniya
un ujalon mein qayamat ka andhera hoga

ek ummid har ek dar pe liye jati hai
ye mera shahr tha koi to shanasa hoga

(515) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ka Shahr Kahin Karb Ka Sahra Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.