KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے ساتھ سفر میں رہے تو اچھا ہے

امیر قزلباش

خود اپنے ساتھ سفر میں رہے تو اچھا ہے

وہ بے خبر ہے خبر میں رہے تو اچھا ہے

قدم قدم یونہی رکھنا دلوں میں اندیشہ

چراغ راہ گزر میں رہے تو اچھا ہے

کبھی کبھی مرے دامن کے کام آئے گی

یہ دھوپ دیدۂ تر میں رہے تو اچھا ہے

میں دل کا حال نہ آنے دوں اپنی پلکوں تک

یہ گھر کی بات ہے گھر میں رہے تو اچھا ہے

کیا ہے تند ہواؤں کا سامنا جس نے

وہ پھول شاخ شجر میں رہے تو اچھا ہے

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai

Ameer Qazalbash

KHud apne sath safar mein rahe to achchha hai
wo be-KHabar hai KHabar mein rahe to achchha hai

qadam qadam yunhi rakhna dilon mein andesha
charagh rahguzar mein rahe to achchha hai

kabhi kabhi mere daman ke kaam aaegi
ye dhup dida-e-tar mein rahe to achchha hai

main dil ka haal na aane dun apni palkon tak
ye ghar ki baat hai ghar mein rahe to achchha hai

kiya hai tund hawaon ka samna jis ne
wo phul shaKH-e-shajar mein rahe to achchha hai

(622) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne Sath Safar Mein Rahe To Achchha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.