Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake, Urdu Ghazal By Ameer Raza Mazhari

Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Raza Mazhari. Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی خطا کہ رکھ کے دل ذوق خلش نہ پا سکے

امیر رضا مظہری

اپنی خطا کہ رکھ کے دل ذوق خلش نہ پا سکے

عقل کی جھڑکیاں سہیں پر نہ فریب کھا سکے

ہجر بھی ایک وہم ہے وصل بھی اک فریب تھا

کھو کے نہ تم کو کھو سکے پا کے نہ تم کو پا سکے

تیری نظر نے بزم میں اٹھ کے ہمیں بٹھا دیا

اٹھے تو بار بار ہم اٹھ کے مگر نہ جا سکے

جرأت ترک عاشقی مجھ سے نہ ہو سکی کبھی

اپنے کو آزما لیا تم کو نہ آزما سکے

کہتے ہیں معرفت جسے وہ بھی ہے اعتراف عجز

اس کو خدا سمجھ لیا جو نہ سمجھ میں آ سکے

عشق اسی کا مستند شوق اسی کا معتبر

تیری نگاہ سے بھی جو راز نظر چھپا سکے

بس اسی تلخ یاد پر ختم ہے داستان دل

تم نے ہمیں بھلا دیا ہم نہ تمہیں بھلا سکے

آئے وہ میکدے میں کیوں اس کی جگہ حرم میں ہے

آنکھ بچا کے جو پئے پی کے نہ لڑکھڑا سکے

وہ جو ہے بندۂ وفا کہتے ہیں سب جسے رضاؔ

اس کی بھلا مجال کیا تم سے نظر ملا سکے

امیر رضا مظہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake

Ameer Raza Mazhari

apni KHata ki rakh ke dil zauq-e-KHalish na pa sake
aql ki jhiDkiyan sahin par na fareb kha sake

hijr bhi ek wahm hai wasl bhi ek fareb tha
kho ke na tum ko kho sake pa ke na tum ko pa sake

teri nazar ne bazm mein uTh ke hamein biTha diya
uTThe to bar bar hum uTh ke magar na ja sake

jurat-e-tark-e-ashiqi mujh se na ho saki kabhi
apne ko aazma liya tum ko na aazma sake

kahte hain marifat jise wo bhi hai e'tiraf-e-ijz
us ko KHuda samajh liya jo na samajh mein aa sake

ishq usi ka mustanad shauq usi ka mo'atabar
teri nigah se bhi jo raaz-e-nazar chhupa sake

bas isi talKH yaad par KHatm hai dastan-e-dil
tum ne hamein bhula diya hum na tumhein bhula sake

aae wo mai-kade mein kyon us ki jagah haram mein hai
aankh bacha ke jo piye pi ke na laDkhaDa sake

wo jo hai banda-e-wafa kahte hain sab jise 'raza'
us ki bhala majal kya tum se nazar mila sake

(924) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake written by Ameer Raza Mazhari at UrduPoint. Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake is one of the masterpieces written by Ameer Raza Mazhari. You can also find the complete poetry collection of Ameer Raza Mazhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Raza Mazhari' above.

Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni KHata Ki Rakh Ke Dil Zauq-e-KHalish Na Pa Sake, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.