Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi, Urdu Ghazal By Ameer Raza Mazhari

Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Raza Mazhari. Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے معمہ مری محبت بھی

امیر رضا مظہری

ہے معمہ مری محبت بھی

شکر کے ساتھ ہے شکایت بھی

دل کو پیاری ہے جس کی نفرت بھی

کیا ہو گر وہ کرے محبت بھی

دشمن اعتبار ہوتی ہے

بعض حالات میں حقیقت بھی

اسی معمورے میں بنا لی ہے

سادہ لوحوں نے اپنی جنت بھی

اس محبت پہ ناز کیا کیجے

ہو ملی جس میں کچھ مروت بھی

آگ دل کی کسی طرح نہ بجھی

پی کے دیکھی مئے محبت بھی

تیرے کوچے میں جائیں کس منہ سے

کھو چکے ہم تری امانت بھی

ہو بصارت سے کیا امید رضاؔ

دھوکے دیتی ہے جب بصیرت بھی

امیر رضا مظہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi

Ameer Raza Mazhari

hai muamma meri mohabbat bhi
shukr ke sath hai shikayat bhi

dil ko pyari hai jis ki nafrat bhi
kya ho gar wo kare mohabbat bhi

dushman-e-e'tibar hoti hai
baz haalat mein haqiqat bhi

isi mamure mein bana li hai
sada-lauhon ne apni jannat bhi

is mohabbat pe naz kya kije
ho mili jis mein kuchh murawwat bhi

aag dil ki kisi tarah na bujhi
pi ke dekhi mai-e-mohabbat bhi

tere kuche mein jaen kis munh se
kho chuke hum teri amanat bhi

ho basarat se kya umid 'raza'
dhoke deti hai jab basirat bhi

(646) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi written by Ameer Raza Mazhari at UrduPoint. Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi is one of the masterpieces written by Ameer Raza Mazhari. You can also find the complete poetry collection of Ameer Raza Mazhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Raza Mazhari' above.

Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Muamma Meri Mohabbat Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.