Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha, Urdu Ghazal By Amit Bajaj

Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Bajaj. Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کھونا اور نہ پانا چاہیے تھا

امت بجاج

نہ کھونا اور نہ پانا چاہیے تھا

مجھے کچھ درمیانہ چاہیے تھا

مرے آگے تھے دنیا کے سوالات

تمہیں ہی آگے آنا چاہیے تھا

ملے بے باک جیسے کچھ نہیں ہو

ذرا سا ہچکچانا چاہیے تھا

غزل میں کہہ چکا تھا جب تم آئے

تمہیں مطلع میں آنا چاہیے تھا

سمے کے ساتھ بھر جاتا ہے ہر زخم

سمے سے بھاگ جانا چاہیے تھا

خطوں کا کیا تھا بہہ جاتے ندی میں

تمہیں تو بس بہانہ چاہیے تھا

امت بجاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha

Amit Bajaj

na khona aur na pana chahiye tha
mujhe kuchh darmiyana chahiye tha

mere aage the duniya ke sawalat
tumhein hi aage aana chahiye tha

mile bebak jaise kuchh nahin ho
zara sa hichkichana chahiye tha

ghazal main kah chuka tha jab tum aae
tumhein matlea mein aana chahiye tha

samay ke sath bhar jata hai har zaKHm
samay se bhag jaana chahiye tha

KHaton ka kya tha bah jate nadi mein
tumhein to bas bahana chahiye tha

(720) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha written by Amit Bajaj at UrduPoint. Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha is one of the masterpieces written by Amit Bajaj. You can also find the complete poetry collection of Amit Bajaj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Bajaj' above.

Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Khona Aur Na Pana Chahiye Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.