Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Amit Bajaj

Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Bajaj. Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ان کی آنکھوں میں اکثر دکھائی دیتا ہے

امت بجاج

یہ ان کی آنکھوں میں اکثر دکھائی دیتا ہے

کہ ہم کو آپ سے بہتر دکھائی دیتا ہے

عجیب ہیں مری آنکھیں اسی کو ڈھونڈھتی ہیں

جو بند آنکھوں سے بہتر دکھائی دیتا ہے

جسے نکال کے لائے تھے روشنی میں ہم

اب اس کا سایہ بھی ہم پر دکھائی دیتا ہے

چھپے گا کیوں کوئی اپنی بنائی دنیا سے

دکھائی دیتا ہے اکثر دکھائی دیتا ہے

کبھی کبھی میں یہ آنکھیں عمل میں لاتا ہوں

زیادہ تر مجھے چھو کر دکھائی دیتا ہے

امت بجاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai

Amit Bajaj

ye un ki aankhon mein aksar dikhai deta hai
ki hum ko aap se behtar dikhai deta hai

ajib hain meri aankhen usi ko DhunDhti hain
jo band aankhon se behtar dikhai deta hai

jise nikal ke lae the raushni mein hum
ab us ka saya bhi hum par dikhai deta hai

chhupega kyon koi apni banai duniya se
dikhai deta hai aksar dikhai deta hai

kabhi kabhi main ye aankhen amal mein lata hun
ziyaada-tar mujhe chhu kar dikhai deta hai

(666) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai written by Amit Bajaj at UrduPoint. Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Amit Bajaj. You can also find the complete poetry collection of Amit Bajaj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Bajaj' above.

Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Unki Aankhon Mein Aksar Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.