KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain, Urdu Ghazal By Anjum Saharanpuri

KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Saharanpuri. KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشی دے کے وہ مجھ کو غم دے رہے ہیں

انجم سہارنپوری

خوشی دے کے وہ مجھ کو غم دے رہے ہیں

مسلسل فریب کرم دے رہے ہیں

بڑا خوب صورت ہے پیمان الفت

مجھی کو وہ میری قسم دے رہے ہیں

یہ طرز محبت مبارک ہو تم کو

تمہیں لوگ داد ستم دے رہے ہیں

یہ دنیا جنہیں راہزن کہہ رہی ہے

مرا ساتھ تو کم سے کم دے رہے ہیں

تکلف سہی دنیا والوں سے تم کو

مگر اب تو آواز ہم دے رہے ہیں

میں ان کی جوانی پہ مائل ہوں انجمؔ

مجھے لوگ کیوں جام جم دے رہے ہیں

انجم سہارنپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain

Anjum Saharanpuri

KHushi de ke wo mujh ko gham de rahe hain
musalsal fareb-e-karam de rahe hain

baDa KHubsurat hai paiman-e-ulfat
mujhi ko wo meri qasam de rahe hain

ye tarz-e-mohabbat mubarak ho tum ko
tumhein log dad-e-sitam de rahe hain

ye duniya jinhen rahzan kah rahi hai
mera sath to kam se kam de rahe hain

takalluf sahi duniya walon se tum ko
magar ab to aawaz hum de rahe hain

main un ki jawani pe mail hun 'anjum'
mujhe log kyon jam-e-jam de rahe hain

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain written by Anjum Saharanpuri at UrduPoint. KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain is one of the masterpieces written by Anjum Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Anjum Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Saharanpuri' above.

KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushi De Ke Wo Mujhko Gham De Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.